Computer

Bharatpedia se
Jump to navigation Jump to search
Thetha computer

Ek computer ek machine hae jon ki acchi taraha se paribhasita niyama ka palana karem kar ke information banae hae. Aaj kal iska use har field mae kiya jae hae chahe voh education (siksha) ho, chahe wo military ya phir hospitals aur bahut saare. Is machine ko sabse pehle banane wale aadmi ka naam hae Charles Babbage. Computer k saath ek CPU, Keyboard aur ek Mouse bhi hota hae.

Computer ki aaj tak paanch generation aaye hae.

Uses

Computer ka use har field mae ho rha hae. Is machine mae data ko sambhaal k rakha jae hae. Schoolon, daftron, hospitlon, military aur har jagah pe iska use kiya jae hae.

Yeh bhi dekho