Indraprasth soochanaa prodhogikee sansthan - dillee (IIIT-D)

Bharatpedia se
Jump to navigation Jump to search

Template:Infobox University

Indraprasth soochanaa prodhogikee sansthan - dillee (IIIT-D),nai dille { bharat ] men stith vishwasatariya uchch sikshya hetu ek sawayat enngineering sansthan hai .[1] yeh aal india council of technical education dwara 'rastriya mahatwa ka santhan' ghoshit hei .[2]

campus

aai aai aai ti-di, julā'ī 2012 sē apanē sthāyī parisara, ōkhalā phaij tr̥tīya, nayi dillī, bhārata mēṁ apanē parisara sthita hai va 25 ēkaṛa main phaila huwa hai jisamen lagabhaga 30,000 varga meṭer main sansthan bhavan hai [3] [4]. Jisamen ek manōran̄jan kēndra, ēka laṛakon kā chātrāvāsa aur ek laṛakiyon kē liyē chātrāvās, saṅkāya sadasyōn aura anusandhān kēndra, kai vyākhyāna kakṣha hain.praśhāshnika kāryālay main vitt vibhāg wa nidēśaka ka kāryālay, sammelan kaksh, ek board kamara, ēk aupcharik baiṭhak aur ek charchā kṣhētra aur saṅkāy kāryālay, śaikṣhaṇik kaṇḍra hain. Saṅkāya aur anusandhān wiṅg main Ph.d aur M.Tech kamarē hai. Isakē alāwā vimarśh aur vichārōn kē ādān-pradān kē liye kakṣha hain.

shaikshik

aai aai aai ti-D ke shaikshik karyakarm
1. B.Tech :-

  • Sagnak science abhiyantriki (CSE)
  • electronic ewam suchana abhiyantriki(ECE)[5]

2. M.Tech :-

  • Sagnak science abhiyantriki (CSE)
  • electronic ewam suchana abhiyantriki(ECE)
  • computational baology(CB)[6]

3. Ph.D :-

  • Sagnak science abhiyantriki (CSE)
  • electronic ewam suchana abhiyantriki(ECE)
  • computational baology(CB)[7]

[8]

shaikshik vibhāg

• sanganak vigyan ēṇḍ in̄jīniyariṅg vibhāg • ilēkṭrŏniks aur sanchar in̄jīniyariṅg vibhāga • gaṇit vibhāg • manavicka aur sāmājik vigyan vibhāg • vigyan vibhāg

Pramukh suvidhāyēn

chātrāwās kī suvidhā,

pustakālaya

prayōgaśālāyen,

iṇṭeranēṭ kī suvidhā,

saṅgaṇak kēndra,

chikitsa suvidhā,

khēl kī suvidhā,

kaiṇṭīn.

Pustakālaya ēvaṁ sūcanā kēndra

aai aai aai ti-Di main purnaswachalt aar.af.aai.di ewam aar.af pranali se surkhsit ēk pustakālay aur prayōgaśālāyēn chhātrōn kē liye adhyayana hētu hai.

rank

san 2014 main Agla-SEm dwara kiye gaye ēka sarvē nē isa sansthān kō bhartiy abhiyāntrikī sansthānōn main nawam sthān par rakhā hain.[9]

san 2014-15mein kiye gaye ek Edu-Rand ke surwey ne es sansthan ko 44 wen sthan per rakha hai.[10]

san 2015 mein kiye gaye ek Dataquest patrika ke surwey ne es sansthan ko bhartiya sarkari engineering kollejon mein saptam sthan per rakha hai. [11]

es sansthan ko akhil bhartiya takniki shikshya parishad ne ese "rastriya mahatwa ka sansthan" ka darja diya hai.[12]

Es sansthan ko bharat Sarkar ki rastriya mulyankan aur prityanan parishad dwara ese 'A' Grade ka sansthan mana hain.[13]

clubs

sansthan ke ek bhawan ki ek emarat ke pratham manjil par bhojanalaya wa dusari manjil par ek sangit ka kamara ,ek wyayamshala, sah pathayakaram karyakaram jaise ethical hanking club,chalchitra club,sangit club,robotics club, khel club,kwij club ,samudayik kriya club,nritya club,web design ewam vikas club,sahityik club etiyadi hain. [14]

research=

aai aai aai ti-di kuchh domain kshetro wa anay khsetro ke anusandhan liye sankay ewam anusandhan karamchariyo ke sath suchibadh hai.

vishash kshan

1 . aai aai aai ti –Di ne Microsoft research india dwara ayojit WHODUNIT jita. 2 aai aai aai ti –Di ne Nayi Dilli mein 29 March-1 April,2012 ke bich byyometrix 2012 IPPR antrastriya sammelan ka aayojan kiya. 3.sansthan ne 09-23 December ke bich Microsoft research india dwara prayojit Carnegie Mellon University ke sath IPTSE Winter School ka aayojan kiya jisamain pure bharat ke sansthano ke chhatro ne bhag liya. 4 . aai aai aai ti –Di ESYA techniki tyohar jo ab warshik kalander ka abhinn hissa hai 3-4 sitamber 2011 ka ko apne parisar mein ayojan kiya


sandharbh

http://articles.economictimes.indiatimes.com/2008-08-13/news/27693621_1_iiit-new-products-life-sciences

http://www.aicte-india.org/iiit.php

http://www.iiitd.ac.in/sites/default/files/docs/about/IIIT-Delhi%20Act.pdf

http://www.iiitd.ac.in/education/btech

http://www.iiitd.ac.in/education/mtech

http://www.iiitd.ac.in/education/phd

http://iiitd.blogspot.in/2012/07/iiit-delhi-moves-into-its-own-campus-in.htmltp

http://jacdelhi.nic.in/Candidate/Default.aspx

http://www.iiitd.ac.in/facilities/hostel

http://library.iiitd.edu.in/cgi-bin/koha/opac-about.pl

http://www.iiitd.ac.in/people/faculty

http://muc.iiitd.edu.in/whodunit/success

http://icb12.iiitd.ac.in/

http://www.iapr.org/conferences/

http://precog.iiitd.edu.in/ws2011/

http://www.iiitd.ac.in/spotlight/esya2011

http://sites.iiitd.ac.in/indo-us/index.html

http://www.iiitd.ac.in/life/clubs

http://library.iiitd.edu.in/cgi-bin/koha/opac-about.pl

http://admission.aglasem.com/top-engineering-colleges-India-2014