Pahila Baishakh

Bharatpedia se
Jump to navigation Jump to search

Poyla Boishakh/Pahela Baishakh/Noboborsho [Bengali] ( Bengali me: পয়লা বৈশাখ/পহেলা বৈশাখ/নববর্ষ) Bengali varsh ka pahla din hai "Poyla Boishakh". Poyla-ka matlab pahla din hai. Aur "Noboborsho" ka matlab hai naya sal, naya varsh.

Poyla Boishakh Bangladesh me Bengaliyoon ka sabse bada uthsav hai. April ki 14 or 15 tarikh me iye uthsav manana jata hai.